Shamshad Begum
Ek Do Teen Aaja Mausam Hai Rangeen
in Awara
LYRIC
Ek do teen aaja mausam hai rangeen
Aaja ek do teen aaja mausam hai rangeen
Raat ko chhup chhup ke milna
Duniya samjhe paap re paap re
Ek do teen aaja mausam hai rangeen
Aaja ek do teen aaja mausam hai rangeen
Yeh madmast jawani hai
Yeh madmast jawani hai
Ek do teen aaja mausam hai rangeen
Aaja ek do teen aaja mausam hai rangeen
Kyun tu mujhe thukrata hai
Kyun tu mujhe thukrata haiMujhse nazar kyun churata hai
Loot yeh duniya teri hai
Loot yeh duniya teri hai
Pyaar se kyun ghabrata hai
Ek do teen aaja mausam hai rangeen
Aaja ek do teen aaja mausam hai rangeen