Roop Kumar Rathod

Duniya Kismat Aur Khuda

in Gumrah

LYRIC

Apni mohabbaton pe tum aitbaar karna
Todha sa aur mera bas intjzaar karna

Duniya kismat aur khuda
Dusman ho jaayein to kya
Duniya kismat aur khuda
Dusman ho jaayein to kya
Pyaar mera jhuk sakta nahi
Yaar tere kadmon ke siwa

Duniya kismat aur khuda
Dusman ho jaayein to kya
Pyaar mera jhuk sakta nahi
Yaar tere kadmon ke siwa
Duniya kismat aur khuda
Dusman ho jaayein to kya

Mujhe maaro mujhe parwah nahi
Maine pyaar kiya hai gunaah nahiMujhe maaro mujhe parwah nahi
Maine pyaar kiya hai gunaah nahi
Tan par kitni chotein khaayi
Hothon par ek bhi aah nahi
Ab aur mujhe do koyi saza

Duniya kismat aur khuda
Dusman ho jaayein to kya
Pyaar mera jhuk sakta nahi
Yaar tere kadmon ke siwa
Duniya kismat aur khuda
Dusman ho jaayein to kya

Bas leke mera naam zara
Tu himmat se le kaam zara
Bas leke mera naam zara
Tu himmat se le kaam zara
Duniya mein itna zor nahi
Hum duniya se kamzor nahi
Duniya chhoti hai ishq bada

Duniya kismat aur khuda
Dusman ho jaayein to kya
Pyaar mera jhuk sakta nahi
Yaar tere kadmon ke siwa

Duniya kismat aur khuda
Dusman ho jaayein to kya
Pyaar mera jhuk sakta nahi
Yaar tere kadmon ke siwa
Yaar tere kadmon ke siwa
Yaar tere kadmon ke siwa