Udit Narayan, Alka Yagnik
Dil Ne Kar Liya Aitbaar
in Humraaz
LYRIC
Dil ne kar liya aitbaar
Humko ho gaya tumse pyar
Jabse mile ho mujhe oh jaan-e-jaana
Tabse hai jaana kya hai dil ka lagana
Jabse mile ho mujhe oh jaan-e-jaana
Tabse hai jaana kya hai dil ka lagana
Yeh adayein teri kar gayi mujhe deewana
Dil ne kar liya aitbaar
Jabse mile ho mujhe oh jaan-e-jaana
Tabse hai jaana kya hai dil ka lagana
Yeh adayein teri kar gayi mujhe deewana
Dil ne kar liya aitbaar
Humko ho gaya tumse pyarDil ne kar liya aitbaar
Humko ho gaya tumse pyar
Jabse mile ho mujhe oh jaan-e-jaana
Tab se hai jaana kya hai dil ka lagana
Yeh nigahein teri kar gayi mujhe deewana
Dil ne kar liya aitbaar
Humko ho gaya tumse pyar
Mauka dil ne diya hi nahi
Pyar hua kab pata nahi
Banke mukaddar tum aaye
Kahin nazar na lag jaaye
Jabse mile ho mujhe oh jaan-e-jaana
Tab se hai jaana kya hai dil ka lagana
Yeh nigahein teri kar gayi mujhe deewana
Dil ne kar liya aitbaar
Humko ho gaya tumse pyar
Dil ne kar liya aitbaar
Humko ho gaya tumse pyar
Le jaa dil pardesi
Le jaa dil pardesi
Chain ho tum aaraam ho tum
Is dil ka armaan ho tum
Meri subah-o-shaam ho tum
Jaan meri pehchan ho tum
Jabse mile ho mujhe oh jaan-e-jaana
Tab se hai jaana kya hai dil ka lagana
Yeh adayein teri kar gayi mujhe deewana
Dil ne kar liya aitbaar
Humko ho gaya tumse pyar
Dil ne kar liya aitbaar
Humko ho gaya tumse pyar
Jabse mile ho mujhe oh jaan-e-jaana
Tab se hai jaana kya hai dil ka lagana
Yeh nigahein teri kar gayi mujhe deewana
Dil ne kar liya aitbaar
Humko ho gaya tumse pyar
Dil ne kar liya aitbaar
Humko ho gaya tumse pyar