Kumar Sanu, Alka Yagnik
Dil Jaan Jigar Tujhpe Nisaar Kiya Hai
in Saajan Chale Sasural
LYRIC
Dil jaan jigar tujh pe nisaar kiya hai
Kyun
Pyaar kiya hai re tujhe pyaar kiya hai
Toone bhi mujhe kitna bekaraar kiya hai
Kyun
Pyaar kiya hai re bahut pyaar kiya hai
Dil jaan jigar tujh pe…
Main to hoon teri adaaon ka mara
Meri taraf dekh zara nazrein utha ke
Palkon mein rakha hai tujhko chhupa ke
Apna banaayenge tujhko rijhaayengeTere liye to yeh singar kiya hai
Kyun
Pyaar kiya hai…