Alka Yagnik, Udit Narayan
Dil Dil Deewana
in Har Dil Jo Pyar Karega
LYRIC
Dil dil Dil dil deewana.. deewana
Pyar pyar pyar pyar mein pagal.. pagal
Dil dil dil dil
Dil dil dil dil deewana
Ho gaya, ho gaya, ho gaya, ho gaya re
Pyar pyar pyar pyar
Pyar pyar pyar mein paagal..
Kho gaya, kho gaya, kho gaya, kho gaya re
Hansti thi aankhein magarRehti thi unmein nami
Sab kuchh mere paas tha
Bas thi tumhaari kami
Aur kya chaahiye zindagi ke liye
Jaan-e-jaan tere siva
Bolo na ab kya karein?
Ya to jiyein, ya to marein
Bolo na ab kya karein?
Ya to jiyein, ya to marein
Dil dil dil dil
Dil dil dil dil deewana
Ho gaya, ho gaya, ho gaya, ho gaya re
Itni mohabbat karo main
Hosh mein na rahoon
Mar jaaoon tere bina
Par na judaai sahoon
Pyar hi pyar hai dekhta hoon jahan
Kya rang laayi dua
Bolo na ab kya karein?
Ya to jiyein, ya to marein
Bolo na ab kya karein?
Ya to jiyein, ya to marein
Dil dil dil dil
Dil dil dil dil deewana
Ho gaya, ho gaya, ho gaya, ho gaya re