Alka Yagnik, Udit Narayan
Dekhiye Aji Jaaneman
in Kya Kehna
LYRIC
Dekhiye aji jaaneman
Boliye meharbaan
Humse yoon mat kheliye
Kyun bhala jaanejaan
Toot ke reh jaayegi
Pyar mein meri jaan
Dekhiye aji jaaneman
Boliye meharbaan
Maanti hoon main thi meri khata
Jo tumhein na samjhi
Jo hua sanam so hua
Sanam bhool jao na jeeAb to siwa tumhare
Nahi kuchh bhi yaad jaanam
Aa ek doosre mein
Kho jaayein aaj humdum
Yoon milein do badan
Phir na kholein zubaan
Dekhiye aji jaaneman
Boliye meharbaan
Humse yoon mat kheliye
Kyun bhala jaanejaan
Toot ke reh jaayenge
Hum bhi to meri jaan
Aaj baahon ke iss bhanwar mein
Hum aise doob jaayein
Apne aap ko dhoondhte rahein
Aur na dhoondh paayein
Meri tarah se tum bhi
Sab kuchh luta do jaanam
Ab jo hai paas mere
Sab hai tumhara humdum
Arre yoon laga aaj dharti pe
Gir pada aasmaan
Toot ke reh jaayegi
Pyar mein meri jaan