Lata Mangeshkar
Chanda Hai Tu Mera Suraj Hai Tu
in Aradhana
LYRIC
Chanda hai tu mera suraj hai tu
Ho meri aankhon ka tara hai tu
Chanda hai tu mera suraj hai tu
Ho meri aankhon ka tara hai tu
Jeeti hoon main bas tujhe dekh kar
Iss toote dil ka sahara hai tu
Chanda hai tu mera suraj hai tu
Tu khele khel kayi mera khilona hai tu
Munne tu khush hai bada
Tere gudde ki shaadi hai aajMunne tu khush hai bada
Tere gudde ki shaadi hai aaj
Main vaari re main balihaari re
Ghunghat mein gudiya ko aati hai laaj
Yunhi kabhi hogi shaadi teri
Dulha banega kuwara hai tu
Chanda hai tu mera suraj hai tu
Purvai van mein ude
Pachhi chaman mein udein
Purvai van mein ude
Pachhi chaman mein udein
Ram kare kabhi ho ke bada
Tu banke baadal gagan mein ude
Jo bhi tujhe dekhe woh yeh kahe
Kis maa ka aisa dulara hai tu
Chanda hai tu mera suraj hai tu
Ho meri aankhon ka tara hai tu
Jeeti hoon main bas tujhe dekh kar
Iss toote dil ka sahara hai tu
Chanda hai tu mera suraj hai tu