Udit Narayan

Chand

in Tere Naam

LYRIC

Tauba yeh saadgi chehre pe taazgi
Yeh baat usmein kahan
Tauba yeh saadgi chehre pe taazgi
Yeh baat usmein kahan
Us Chand ka mukabla kya hoga
Is chand ke aage

Yeh saari raat jagaye humein
Woh bechara saari raat jaage

Tauba yeh saadgi chehre pe taazgi
Yeh baat usmein kahan
Tauba yeh saadgi chehre pe taazgi
Yeh baat usmein kahan
Us chand ka mukabla kya hoga
Is chand ke aage

Tere naam zindagi
Tere naam zindagi

Hum yeh sochte the koyi aisa nahi
Jo banaye diwana yoon humko kabhi
Hum yeh sochte the koyi aisa nahi
Jo banaye diwana yoon humko kabhi
Lekin yeh ho gaya pagal dil kho gaya
Aisa koyi bhi na yahan

Us chand ka mukabla kya hoga
Is chand ke aage

Tere naam zindagi
Tere naam zindagi

Kya hai bekarari kya hai deewangi
Koyi poochhe zara humse kya hai aashiqi
Kya hai bekarari kya hai deewangi
Koyi poochhe zara humse kya hai aashiqi
Har pal woh paas hai woh sabse khaas hai
Aisa koyi doosra kahan

Us chand ka mukabla kya hoga
Is chand ke aage

Yeh saari raat jagaye humein
Woh bechara saari raat jaage

Tauba yeh saadgi chehre pe taazgi
Yeh baat usmein kahan
Tauba yeh saadgi chehre pe taazgi
Yeh baat usmein kahan
Us chand ka mukabla kya hoga
Is chand ke aage