Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Bhula Nahin Dena

in Baradari

LYRIC

Bhula nahin dena ji bhula nahin dena
Zamana kharab hai daga nahin dena
Ji daga nahin dena
Bhula nahin dena ji bhula nahin dena
Zamana kharab hai daga nahin dena
Ji daga nahin dena

Pyaar ki masti chhayi huyi hai
Pyaar ki masti chhayi huyi hai

Aankhon mein sapne jhoom rahe hainAankhon mein sapne jhoom rahe hain
Geet labon ko choom rahe hain
Geeton ko aahein bana nahin dena
Zamana kharab hai daga nahin dena
Ji daga nahin dena
Bhula nahin dena ji bhula nahin dena
Zamana kharab hai daga nahin dena
Ji daga nahin dena

Zindagi aankhein malne lagi hai
Zindagi aankhein malne lagi hai
Shamma si dil mein jalne lagi hai
Shamma jala ke bujha nahin dena
Zamana kharab hai daga nahin dena
Ji daga nahin dena
Bhula nahin dena ji bhula nahin dena
Zamana kharab hai daga nahin dena
Ji daga nahin dena