Hemant Kumar

Bekarar Karke Hamein Yun Na Jaaiye

in Bees Saal Baad

LYRIC

Bekarar karke hamein yun na jaaiye
Aapko hamari kasam laut aaiye
Bekarar karke hamein yun na jaaiye
Aapko hamari kasam laut aaiye

Dekhiye woh kaali kaali badaliyan
Zulf ki ghata chura na le kahin
Dekhiye woh kaali kaali badaliyan
Zulf ki ghata chura na le kahin

Yoon kadam akele na aage badhaiye
Aapko hamari kasam laut aaiye
Bekarar karke hamein yun na jaaiye
Aapko hamari kasam laut aaiye

Dekhiye gulab ki woh daaliyan
Badh ke choom le na aap ke kadamDekhiye gulaab ki woh daaliyan
Badh ke choom le na aap ke kadam
Khoye khoye bhawre bhi hain baag mein
Koyi aapko bana na le sanam

Behki behki nazron se khud ko bachaiye
Aapko hamari kasam laut aaiye
Bekarar karke hamein yun na jaaiye
Aapko hamari kasam laut aaiye

Zindagi ke raaste ajeeb hain
Inmein is tarah chala na keejiye
Khair hai isi mein aapki huzoor
Apna koyi sathi dhoondh leejiye

Sun ke dil ki baat yun na muskuraiye
Aapko hamari kasam laut aaiye
Bekarar karke hamein yun na jaaiye
Aapko hamari kasam laut aaiye

Bekarar karke hamein yun na jaaiye
Aapko hamari kasam laut aaiye