Lata Mangeshkar
Baje Payal Chhun Chhun
in Chhalia
LYRIC
Ho hoho hohoho
Baje payal chhun chhun hoke bekaraar
Baje payal chhun chhun hoke bekaraar
Jaane mera jiya kare kiska intezaar
Isi ko to kehte hain jawani ki bahaar
Baje payal chhun chhun hoke bekaraar
Jaane mera jiya kare kiska intezaar
Isi ko to kehte hain jawani ki bahaar
Aayi bahaar karke solah singaar
Aayi bahaar karke solah singaar
Laya khursheed dekho kirno ke haar
Aayi bahaar karke solah singaar
Hawa hai bekaraar
Phoolon se baar baar karti hai pyaar
Jhuki jhuki jaaye dekho phoolon ki bahar
Oho ho
Baje payal chhun chhun hoke bekaraar
Jaane mera jiya kare kiska intezaar
Isi ko to kehte hain jawani ki bahaar
Oho ho
Baje payal chhun chhun hoke bekaraar
Thehro huzoor aisi jaldi hai kya
Thehro huzoor aisi jaldi hai kya
Udte hain aap jaise chanchal hawa
Thehro huzoor aisi jaldi hai kya
Oho ho
Baje payal chhun chhun hoke bekaraar
Jaane mera jiya kare kiska intezaar
Isi ko to kehte hain jawani ki bahaar
Baje payal chhun chhun hoke bekaraar
Jaane mera jiya kare kiska intezaar
Isi ko to kehte hain jawani ki bahaar
Baje payal chhun chhun hoke bekaraar