Lata Mangeshkar
Bahon Mein Chale Aao
in Anamika
LYRIC
Bahon mein chale aao
Bahon mein chale aao
Ho humse sanam kya parda
Ho humse sanam kya parda
Yeh aaj ka nahi milan
Yeh sang hai umar bhar ka
Shh shh shh shh shh
Bahon mein chale aao
Chale hi jana hai
Nazar chura ke yoon
Phir thaami thi saajan tumne
Meri kalaai kyun ha
Chale hi jana hai
Nazar chura ke yoonPhir thaami thi saajan tumne
Meri kalaai kyun ha
Kisi ko apna banake chhod dein
Aisa koi nahi karta
Shh shh shh shh shh
Bahon mein chale aao
Ho humse sanam kya parda
Ho humse sanam kya parda
Kabhi kabhi kuchh to
Kaho piya humse
Ae kam se kam aaj to khul ke
Milo zara humse
Kabhi kabhi kuchh to
Kaho piya humse
Ae kam se kam aaj to khul ke
Milo zara humse
Hai raat apni jo tum ho apne
Kisi ka phir hamein dar kya
Shh shh shh shh shh
Bahon mein chale aao
Ho humse sanam kya parda
Ho humse sanam kya parda
Yeh aaj ka nahi milan
Yeh sang hai umar bhar ka
Shh shh shh shh shh
Bahon mein chale aao
Ho humse sanam kya parda
Ho humse sanam kya parda