Lata Mangeshkar

Bachpan Ki Mohabbat Ko

in Baiju Bawra

LYRIC

Ho ji ho
Bachpan ki mohabbat ko dil se na juda karna
Bachpan ki mohabbat ko dil se na juda karna
Jab yaad meri aaye milne ki dua karna
Bachpan ki mohabbat ko dil se na juda karna
Jab yaad meri aaye milne ki dua karna

Ghar meri ummeedon ka soona kiye jaate ho
Ho ji ho

Sawan mein papiha ka sangeet churaaungi
Fariyad tumhein apni ga-ga kar sunaaungi
Awaz meri sun ke dil thaam liya karna
Bachpan ki mohabbat ko dil se na juda karnaJab yaad meri aaye milne ki dua karna