Mohammed Rafi
Aji Humse Bachkar Kahan Jaiyega
in Arzoo
LYRIC
Aji humse bachkar kahan jaiyega
Jahan jaiyega hame paiyega
Aji humse bachkar
Yeh kaisa nasha hai
Yeh kaisa asar hai
Na kaabu mein dil hai
Na bas mein nazar hai
Zara hosh aa le chale jaiyega
Aji humse bachkar kahan jaiyega
Jahan jaiyega hame paiyega
Aji humse bachkar kahan jaiyega
Jahan jaiyega hame paiyega
Aji humse bachkar