Mohammed Rafi

Affu Khuda Humko Tum Pe Pyar Aaya

in Jab Jab Phool Khile

LYRIC

Affu khuda

Wah wah wah wah
Wah wah wah wah
Iss deewane dil ne
Kya jaadu chalaya
Tumko hum pe pyar aaya
Pyar aaya
Oye humko tum pe pyar aaya

Aye dil dena yeh sach hai na
Aye dil dena yeh sach hai na
Baat hai yeh aisi
Zamana nahi manta
Ho baat hai yeh aisi
Zamana nahi mantaHumko tumhara deewana nahi manta

Na main gulshan na main taara
Na main kajal na main baadal
Main hoon saya
Ho tumko hum pe haaye pyar aaya
Pyar aaya
Affu khuda khuda khuda

Jee diya maine jee liya maine
Jee diya maine jee liya maine
Ab chahe mujhko zamana goli maar de
Ab chahe mujhko zamana goli maar de
Raja ke shikare ko
Bhanwar mein utar de
Aage jee ke kya lena hai
Mere dil ne jo bhi
Manga tha woh paya

Tumko hum pe pyar aaya
Pyar aaya
Affu khuda khuda khuda

Dil mein yeh aayi deke duhai
Dil mein yeh aayi deke duhai
Patharon se sar takraun main deewana
Patharon se sar takraun main deewana
Jal jaaun banke shama ka parwana

Marna jeena khana peena
Hasna rona nahana dhona sona
Uthna chalna phirna
Aana jaana hum deewane
Ne mohabbat mein bhulaya

Humko tum pe pyar aaya
Pyar aaya
Humko tum pe haaye pyar aaya
Pyar aaya
Affu khuda khuda khuda khuda khuda