Lata Mangeshkar

Abhi Kya Sunoge

in Satyakam

LYRIC

Abhi kya sunoge suna to hansoge
Ke hai geet adhoora tarana adhoora
Ke hai geet adhoora tarana adhoora
Jo tum rahoge jo kuchh na kahoge
Rahega sada yeh fasana adhoora
Ke hai geet adhoora tarana adhoora

Zamane se jo maine seekha
Nahi kuchh bhi woh mere kaam ka

Saje subah chehra khile sham ka
Abhi kya sunoge suna to hansoge
Ke hai geet adhoora tarana adhoora
Ke hai geet adhoora tarana adhoora

Kareeb aake bhi door rehna
Tumhi jaano hai ismein raz kyaJo kuchh hai to hai naaz gham par
Karun dil par main apne naaz kya

Sada meri kya hai mera saaz kya
Abhi kya sunoge suna to hansoge
Ke hai geet adhoora tarana adhoora
Ke hai geet adhoora tarana adhoora

Kisi ka no ho ispe saaya
Mujhe aise din aisi raat do
Main manzil to khud dhoondh loongi
Mere hathon mein apna hath do

Kadam do kadam tum mera sath do
Abhi kya sunoge suna to hansoge
Ke hai geet adhoora tarana adhoora
Ke hai geet adhoora tarana adhoora