Lata Mangeshkar
Ab Raat Guzarne Wali Hai
in Awara
LYRIC
Aa jao tadapte hai armaan
Aa jao tadapte hai armaan
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Main roun yahan
Tum chup ho wahan
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Ho chaand ki rangat udne lagi
Woh taaron ke dil ab doob gaye
Doob gaye
Hai dard bhara bechain samaa
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Iss chaand ke dole mein aayi nazar
Iss chaand ke dole mein aayi nazarYe raat ki dulhan chal di kidhar
Chal di kidhar
Awaz to do khoye ho kahan
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Ghabra ke nazar bhi haar gai
Ghabra ke nazar bhi haar gai
Takdeer ko bhi neend aane lagi
Neend aane lagi
Tum aate nahi main jaun kahan
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai