Mohammed Rafi
Ab Koi Gulshan Na Ujde
in Mujhe Jeene Do
LYRIC
Ab koi gulshan na ujde
Ab koi gulshan na ujde
Ab vatan aazad hai
Ab koi gulshan na ujde
Ab vatan aazad hai
Ab koi gulshan na ujde
Ab vatan aazad hai
Rooh Ganga ki Himala ka
Khetiyan sona ugayein
Vaadiyan moti lutayein
Khetiyan sona ugayein
Vaadiyan moti lutayein
Aaj Gautam ki zameen
Tulsi ka ban aazad haiAaj Gautam ki zameen
Tulsi ka ban aazad hai
Ab koi gulshan na ujde
Ab vatan aazad hai
Mandiron mein shankh baaje
Masjidon mein ho azaan
Mandiron mein shankh baaje
Masjidon mein ho azaan
Shaikh ka dharm
Shaikh ka dharm
Aur deen-e-barhaman aazad hai
Shaikh ka dharm
Aur deen-e-barhaman aazad hai
Ab koi gulshan na ujde
Ab vatan aazad hai
Loot kaisi bhi ho
Ab is desh mein rahne na paaye
Loot kaisi bhi ho
Ab is desh mein rahne na paaye
Aaj sabke vaaste
Aaj sabke vaaste
Dharti ka dhan aazad hai
Aaj sabke vaaste
Dharti ka dhan aazad hai
Ab koi gulshan na ujde
Ab vatan aazad hai
Ab koi gulshan na ujde
Ab vatan aazad hai
Ab koi gulshan na ujde