Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar

Ab Agar Humse Khudai Bhi Khafa Ho Jaye

in Laila Majnu

LYRIC

Ab agar humse khudai bhi khafa ho jaye
Ab agar humse khudai bhi khafa ho jaye
Gair mumkin hai ke dil, dil se juda ho jaye
Gair mumkin hai ke dil, dil se juda ho jaye
Jism mit jaye
Jism mit jaye ke ab jaan fanaa ho jaaye
Jism mit jaye ke ab jaan fanaa ho jaaye
Gair mumkin hai

Jis ghadi mujhko pukarengi tumhari baahein
Jis ghadi mujhko pukarengi tumhari baahein
Rok payengi na sehra ki sulagti raahein
Rok payengi na sehra ki sulagti raahein
Chahe har saans jhulasne ki saza ho jaayeChahe har saans jhulasne ki saza ho jaaye
Gair mumkin hai ke dil, dil se juda ho jaye
Ab agar humse
Ab agar humse khudai bhi khafa ho jaye
Ab agar humse

Lakh zanjeeron mein jakdein yeh zamane wale
Lakh zanjeeron mein jakdein yeh zamane wale
Tod kar band nikal aayenge aane wale
Tod kar band nikal aayenge aane wale
Shart itni hai ke tu jalwanuma ho jaaye
Shart itni hai ke tu jalwanuma ho jaaye
Gair mumkin hai ke dil, dil se juda ho jaye
Ab agar humse
Ab agar humse khudai bhi khafa ho jaye
Ab agar humse

Zalzale aayeinm garazdar ghatayein gherein
Zalzale aayeinm garazdar ghatayein gherein
Khandakein raah mein hon tez hawayein gherein
Khandakein raah mein hon tez hawayein gherein
Chahe duniya mein qayamat hi barpa ho jaye