Ahmed Hussain, Mohd Hussain, Mohd Vakil, Javed Hussain
Aaya Tere Dar Par Deewana
in Veer Zaara
LYRIC
Jo bandishein thi zamane ki
Tod aaya hoon
Main tere vaaste
Duniya ko chhod aaya hoon
Aaya tere dar par deewana
Aaya tere dar par deewana
Aaya ho aaya aaya tera deewana
Aaya tere dar par deewana
Tera deewana tera deewana
Tera deewana
Aaya tere dar par deewana
Aaya tere dar par deewana
Tera deewana tera
Tera deewana deewana
Tera deewana teraTera deewana
Tera deewana tera deewana
Tera deewana
Aaya tere dar par deewana
Aaya tere dar par deewana
Yeh hai tera hi saudayi
Yeh hai tera hi shaidayi
Yeh hai tera hi saudayi
Yeh hai tera hi shaidayi
Tere ishq mein hai ise mar jaana
Aaya tere dar par deewana
Aaya tere dar par deewana
Tera jalwa jo paun
Main har gham bhool jaun
Tera jalwa jo main paun
Main to har gham bhool jaun
Yeh aansu jo hain behte
Bas itna hain yeh kehte
Kahan tu aur kahan main
Paraya hoon yahan main
Aa karam itna agar ho
Ke mujh par ik nazar ho
Karam itna agar ho
Ke mujh par ik nazar ho
Jaan-o-dil vaar doon
Main zindagi haar doon main
Jaise shamma pe marta hai parwana
Aaya tere dar par deewana
Aaya tere dar par deewana
Aaya aa aa
Aaya tere dar par tera hi deewana
Aaya tere dar par tera hi deewana
Deewana tera deewana tera
Deewana tera deewana tera
Deewana tera aa
Deewana tera deewana tera
Deewana tera
Deewana tera deewana tera
Deewana tera
Aaya tere dar par deewana
Deewana deewana
Aaya kis mod pe afsana
Aaya kis mod pe afsana
Aaya kis mod pe afsana
Aaya kis mod pe afsana
Aaya kis mod pe afsana
Aaya kis mod pe afsana
Yeh sitam ka rivaj kyun hai
Jaisa hai yeh samaj kyun hai
Yeh duniya ki hain rasmein
Main hoon ab inke bas mein
Yeh jo duniya ki hain rasmein
Main hoon ab inke hi bas mein
Na poochho kya gila hai
Mujhe gham kyun mila hai
Tumhein main kya bataun
Mohabbat jurm hai kyun
Koyi rota hai kyun
Aaisa hota hai kyun
Kyun dil se har ek hai anjana
Aaya kis mod pe afsana
Aaya kis mod pe afsana
Yeh kis maahol mein hum hain
Khushi ke bhes mein gham hain
Kise apna kahein kise begana
Aaya kis mod pe afsana
Aaya kis mod pe afsana
Aa aa
Aaya kis mod pe mera afsana
Aaya kis mod pe mera afsana
Afsana mera afsana mera
Afsana mera afsana mera
Afsana mera afsana mera
Afsana mera afsana mera
Afsana mera afsana mera
Afsana mera afsana mera
Afsana mera afsana mera
Aaya kis mod pe
Afsana afsana afsana
Aaya kis mod pe afsana
Aaya kis mod pe afsana
Aaya kis mod pe afsana
Aaya kis mod pe afsana