Lata Mangeshkar, S. P. Balasubramaniam

Aate Jaate Hanste Gaate

in Maine Pyar Kiya

LYRIC

Aate jaate hanste gaate
Socha thaa maine mann mein kayi bar
Wo pahli nazar, halka sa asar
Karta hai kyon is dil ko beqaraar
Ruk ke chalna, chal ke rukna
Na jaane tumhein hai kis ka intazar
Tera woh yakin, kahin main toh nahi
Lagta hai yahi kyun mujhko bar bar

Aate jaate hanste gaate
Socha thaa maine mann mein kayi bar
Honthon ki kali kuchh aur khili
Ye dil pe hua hai kis ka iktiyar
Tum kaun ho batla toh do
Kyon karne lagi main tumpe aitbarKhaamosh rahoon ya main kah du
Ya kar lu main chupke se ye sveekaar
Yahi sach hai shayad maine pyar kiya
Haan haan! tumse maine pyaar kia