Lata Mangeshkar
Aasman Wale Bata De
in Shirin Farhad
LYRIC
Aasman wale bata de
Aasman wale bata de
Ki hai maine kya khata
Jiske badle teri duniya
De rahi hai yeh saza
Aasman wale bata
Lut gayi hain woh bahaarein
Lut gayi hain
Char din ka muskurana
Kis kadar mehanga pada
Aasman wale bata
Raah mushkil haiWafa ki raah mein
Raah mushkil hai wafa ki
Aur manzil duur hai
Main bhi hoon majboor mera
Pyaar bhi majboor hai
Khatm hoga jaane kab tak
Do dilon ka fasla
Aasman wale bata de
Ki hai maine kya khata
Jiske badle teri duniya
De rahi hai yeh saza
Aasman wale bata