Salim Merchant
Aashiyana
in Fashion
LYRIC
Aashiyana aashiyana
Aashiyana aashiyana
Aashiyana aashiyana
Tujhko hai mila
Teri manzil ka nishan
Kyun ab ho gila
Koyi ab na hai gumaan
Thodi si mehki si
Aashiyana mera hai yahan
Mera zamana mera hai jahan
Ab mujhe fursat hai kahanMujhe fursat hai kahan
Aashiyana mera hai yahan
Mera zamana mera hai jahan
Ab mujhe fursat hai kahan
Mujhe fursat hai kahan
Aashiyana aashiyana
Roko na mujhe
Koyi toko naa mujhe
Dheeme dheeme haule haule
Khona hosh hai
Ho khushboo is kadar
Mujhe ab na hai sabar
Dheeme dheeme haule haule
Dil madhosh hai
Ho thodi si mehki si
Thodi si behki si
Meri zindagani
Ho thodi si mehki si
Thodi si behki si
Meri zindagani
Aashiyana mera hai yahan
Mera zamana mera hai jahan
Ab mujhe fursat hai kahan
Mujhe fursat hai kahan
Aashiyana mera hai yahan
Mera zamana mera hai jahan
Ab mujhe fursat hai kahan
Mujhe fursat hai kahan
Aashiyana
Poori ho gayi meri arzi khwaab ki
Halke halke chhalke chhalke
Hain sab jaam bhi
Ho khushiyon ne abhi
Ki hai mujhse dosti
Halki halki chhalki chhalki
Hai kuchh shaam bhi
Ho thodi si mehki si
Thodi si behki si
Meri zindagani
Ho thodi si mehki si
Thodi si behki si
Meri zindagani
Aashiyana mera hai yahan
Mera zamana mera hai jahan
Ab mujhe fursat hai kahan
Mujhe fursat hai kahan
Aashiyana mera hai yahan
Mera zamana mera hai jahan
Ab mujhe fursat hai kahan
Mujhe fursat hai kahan
Aashiyana aashiyana
Aashiyana aashiyana