Vishal Dadlani
Aao Na Ki Jaan Gayi
in Haider
LYRIC
Jale jale jale
Diye se jal rahi saari zindagi
Jale jale jale
Diye se jal rahi saari zindagi
Nahin bujhe bujhe nahin
Hawa se bujhe nahin hi saari zindagi
Ek phoonk se miyan sab udd gaya dhuaan
Woh jo saans ki ik phaans thi
Ab to aao jaan meri so bhi jao
Arey Aao na ki jaan gayi
Jahan gaya kho jao
Arey aao na ke thak gayi
Hai zindagi so jaoArey aao na ki jaan gayi
Jahan gaya kho jao
Arey aao na ke thak gayi
Hai zindagi so jao
Na chand, na savera andhera hi andhera
Na chand, na savera andhera hi andhera
Hai roohon ka basera so jao
Hawa the, hawa the, hawa
Hawa the, hawa hue baaki to khala
Hawa the, hawa the, hawa
Hawa the, hawa hue baaki to khala ou
Kabhi the to kabhi nahi
Kabhi dekha bhi nahi, baaki to Khuda ou
Yeh tha zarf tha, ishq-e-fazal se tha
Bada kaam tha jo zameen par
Woh to likh diya najabeen par
Jo guzar gayi woh guzar gayi
Bewajah yahan na raho miyan
Karo dua
Sabra le lo, kabra le lo
Ghar mein aao oo
Arey aao na ki jaan gayi
Jahan gaya kho jao
Arey aao na ke thak gayi
Hai zindagi so jao
Arey aao na ki jaan gayi
Jahan gaya kho jao
Arey aao na ke thak gayi
Hai zindagi so jao