Lata Mangeshkar
Aankh Milaoongi
in Fiza
LYRIC
Budtameezi pe hum aa gaye to
Tum shareefon ka phir kya hoga
Hain sheeshe ke ghar tumhare
Mara pathar to phir kya hoga
Nachun nachun na na na nachun
Nachun nachun na na na nachun
Nachun nachun na na na nachun
Nachun nachun na na na nachun
Aankh milaoongi aankh churaungi
Dil dhadkaungi hosh udaungi
Aye sabko mana loongi
Sab rooth gaye to kya
Main nachun bin payal
Ghunghroo toot gaye to kya
Main nachun bin payal
Ghunghroo toot gaye to kya
Nachun nachun na na na nachun
Nachun nachun na na na nachun
Nachun nachun na na na nachun
Nachun nachun na na na nachun
Aankh milaoongi aankh churaungi
Dil dhadkaungi hosh udaungi
Aye sabko mana loongi
Sab rooth gaye to kya
Main nachun bin payal
Ghunghroo toot gaye to kya
Main nachun bin payal
Ghunghroo toot gaye to kya
Nachun nachun na na na nachun
Nachun nachun na na na nachun
Nachun nachun na na na nachun
Nachun nachun na na na nachun
Kuchh mushkil thi meri
Zara der se aayi hoon
Lekin main mohabbat ke
Nazrane laayi hoon
Nachun nachun na na na nachun
Nachun nachun na na na nachun
Kuchh mushkil thi meri
Zara der se aayi hoon
Lekin main mohabbat ke
Nazrane laayi hoon
Dil kanch ke hote hain
Yeh toot gaye to kya
Main nachun bin payal
Ghunghroo toot gaye to kya
Main nachun bin payal
Ghunghroo toot gaye to kya
Nachun nachun na na na nachun
Nachun nachun na na na nachun
Maana ke duniya mein
Har kadam pe dhokha hai
Auron pe nahi lekin
Mujhe khud pe bharosa hai
Nachun nachun na na na nachun
Nachun nachun na na na nachun
Maana ke duniya mein
Har kadam pe dhokha hai
Auron pe nahi lekin
Mujhe khud pe bharosa hai
Jo kachche dhaage the
Woh toot gaye to kya
Main nachun bin payal
Ghunghroo toot gaye to kya
Main nachun bin payal
Ghunghroo toot gaye to kya
Main nachun bin payal
Ghunghroo toot gaye to kya
Main nachun bin payal
Ghunghroo toot gaye to kya
Nachun nachun na na na nachun
Nachun nachun na na na nachun
Nachun nachun na na na nachun
Nachun nachun na na na nachun