S. P. Balasubramaniam, Chitra

Aaja Aaja Give Me A Kiss

in Love

LYRIC

Aaja aaja give me a kiss
Na na na na to I am miss
Aaja aaja give me a kiss
Na na na na to I am miss

Hona yahi kal bhi hai
To kyun bole
Abhi nahi abhi nahi
Kal piya hone to de

Aaja aaja give me a kiss
Na na na na to I am miss
Aaja aaja give me a kiss
Na na na na to I am miss

Pyar kitna hasin haiJaise baharon ka ujala
Pyar kitna jawaan hai
Rehta hamesha matwala

Pyar hi geet hai zindagi ke liye
Pyar hi meet hai aadmi ke liye
Jab yeh chal pade roke na ruke
Raahein teri lahkon sahi
Yehi sabki manzil

Aaja aaja give me a kiss
Na na na na to I am miss
Hona yahi kal bhi hai
To kyun bole
Abhi nahi abhi nahi
Kal piya hone to de
Shaadi se pehle
Kabhi nahi kabhi nahi
Maane nahi maane nahi haaye dil

Aaja aaja give me a kiss
Na na na na to I am miss
Aaja aaja give me a kiss
Na na na na to I am miss

Aye mohabbat tera
Bandhan kabhi na toote
Thaam le jab daaman
Daaman kabhi na chhoote

Ishk woh rang hai
Jo badalta nahi
Yeh jale na bujhe
Roop dhalta nahi

Darpan bhi yahi
Chhaya bhi yahi
Hum bhi na kyun
Ek dooje mein
Sama jayein aye dil

Aaja aaja give me a kiss
Na na na na to I am miss
Hona yahi kal bhi hai
To kyun bole
Abhi nahi abhi nahi
Kal piya hone to de
Shaadi se pehle
Kabhi nahi kabhi nahi
Maane nahi maane nahi haaye dil

Aaja aaja give me a kiss
Na na na na to I am miss
Aaja aaja give me a kiss
Na na na na to I am miss