Raghubir Yadav, Shreya Ghoshal
Aaj Main Ho Gayi Jawaan
in Mod
LYRIC
Boom boom boom boom
Yeh din hai deewana
Arre lo badla zamana
Yeh din hai deewana
Arre lo badla zamana haan
Gaya jo tha purana
Purana purana
Purana purana
Naya yeh saal hai
Nayi yeh chaal hai
Naya yeh saal hai
Nayi yeh chaal hai
Woh aaya woh chhaya
Khushi se dil gaaya kyunki
Aaj tu ho gayi jawaan
Aaj tu ho gayi jawaanAaj tu ho gayi jawaan
Aaj tu ho gayi jawaan
Aaj tu ho gayi jawaan hey
Zindagi ik jaam hai
Uska yeh paigham hai
Khul ke usko pee na lo
To jeevan na tamam hai
Yeh jo rangin shaam hai
Woh to tere naam hai
Haan tere naam hai
Ho yeh pal hi aghaaz hai
Aur yahi anjaam hai
To pee le haan pee le
Seena taan ke jee le
Kyunki aaj tu ho gayi jawaan
Aaj tu ho gayi jawaan
Aaj tu ho gayi jawaan
Aaj tu ho gayi jawaan
Aaj tu ho gayi jawaan
Aaj tu ho gayi jawaan
Aaj tu ho gayi jawaan
Aaj tu ho gayi jawaan
Aaj tu ho gayi jawaan
Aaj tu ho gayi jawaan
Aaj tu ho gayi jawaan
Haan jeevan ek nasha hai
Ek khumar hai
Jisse mujhe pyar hai
Sau sau baar hai
La la la la la la
Jab tak mujhmein hai hosh
Jab tak dil mein hai josh
Jab tak tu hai madhosh
Main jee loon haan jee loon
Aur aaj khulke pee loon
Kyunki
Aaj main ho gayi jawaan haan
Aaj main ho gayi jawaan
Aaj main ho gayi jawaan haan
Aaj main ho gayi jawaan haan
Aaj main ho gayi jawaan
Lupid boy piyo piyo piyo piyo piyo
Aa aa aane wala pal jaane wala hai
Yeh shaam mastani
Yeh jawani deewani
Eena meena dika
Tere tere tere milan ki raina
Bheegi bheegi raaton mein
Roop tera mastana
Chal chala chal main to chala
Ik aise gagan ke tale
Dekha na haaye re
Socha na haye re
Aur jaane kaise kab kahaan
Main ho gaya jawaan
Main ho gaya jawaan
Ho jawaan jawaan
Jawaan jawaan
Kaat re kaleja mera
Jawaan jawaan re
Jawaan jawaan
Jawaan jawaan
Aaj main ho gaya jawaan
Main bhi to ho gayi jawaan haan
Aaj main ho gayi jawaan
Jawaan jawaan jawaan jawaan
Jawaan ha ha
Aaj sab ho gaye jawaan