Kanan Devi
Aaj Hui Hai Bhor Suhani Pehli Baar
in Arabian Nights
LYRIC
Aaj hui hai bhor suhani, bhor suhani
Aaj hui hai bhor suhani pehli baar, pehli baar
Aaj hui hai bhor suhani pehli baar, pehli baar
Chamak bhari yeh laali maine
Maine kabhi na dekhi
Chamak bhari yeh laali maine
Maine kabhi na dekhi
Din ko yeh diwali maine
Sau phool khile shakhon ke
Yeh husn kabhi na paaye
Sau phool khile shakhon ke
Yeh husn kabhi na paayeSau rang chaman ne badla
Yeh rang nazar na aaye
Sau rang chaman ne badla
Yeh rang nazar na aaye
Baag mein aayi
Baag mein aayi rut ki rani
Pehli baar, pehli baar
Bhanwra aur kali ka mel
Mujhko sakhi na bhaya
Bhanwra aur kali ka mel
Mujhko sakhi na bhaya
Gulshan mein yeh pyaar ka khel
ujhko kabhi na bhaya
Nayi lagi hai
Nayi lagi hai baat purani
Pehli baar, pehli baar
Aaj hui hai bhor suhani pehli baar, pehli baar