Mohammad Rafi
Aag Hai Lagi Hui Har Taraf Yahan Wahan
in Swarg Narak
LYRIC
Aag hai lagi hui
Aag hai lagi hui har taraf yahan wahan
Jal rahi hai yeh zamin, jal raha hai asmaan
Aag hai lagi hui har taraf yahan wahan
Jal rahi hai yeh zamin, jal raha hai asmaan
Aag hai lagi hui
Dil kya hai!
Kanch ka khilona hai, sapna ek salona hai
Cheez kya hai pyar yeIk dawa hai yaar yeh
Yeh dawa kabhi kabhi gham ka jaam ban gayi
Zindagi ki har subah ek shaam ban gayi
Roshni chali gayi
Roshni chali gayi reh gaya dhuan dhuan
Jal rahi hai yeh zamin, jal raha hai asmaan
Dor toot jaati hai, jode gaanth aati hai
Shaadi aur byah hai rishta aitbar ka
Saat janam ke waaste ek vaada pyar ka
Shaadi aur byah hai rishta aitbar ka
Saat janam ke waaste ek vaada pyar ka
Ek pal mein ho gaye
Ek pal mein ho gaye phir bhi log badguman