Alka Yagnik
Aa Ab Aa Sun Le Sada Dil Ki
in Angrakshak
LYRIC
Aaja aaja
Aa ab aa sun le sada dil ki
Mere humsafar jaane jigar
Mere humnawa jaane jahan aaja
Aa ab aa sun le sada dil ki
Mere humsafar jaane jigar
Mere humnawa jaane jahan
Maut se nahi haarenge
Aa ab aa sun le sada dil ki
Mere humsafar jaane jigar
Mere humnawa jaane jahan aaja
Aa ab aa sun le sada dil ki
Mere humsafar jaane jigarMere humnawa jaane jahan aaja
Woh aag main nahi
Jo chahe woh bujha de
Woh cheez main nahi hoon
Jo chahe woh mita de
Jhoothi nahi hain kasmein
Sachche hain mere vaade
Haarenge hum kabhi na
Mazboot hain iraade
Aa ab aa sun le sada dil ki
Mere humsafar jaane jigar
Mere humnawa jaane jahan aaja
Aa ab aa sun le sada dil ki
Mere humsafar jaane jigar
Mere humnawa jaane jahan aaja
Mujhko to hai bharosa
Aayega yaar mera
Leke nayi ummeedein
Aayega pyar mera
Deedar kar loon tera
Friyaad banke aaja
Dushman ko tu mita de
Faulad bana ke aaja
Aa ab aa sun le sada dil ki
Mere humsafar jaane jigar
Mere humnawa jaane jahan aaja
Aa ab aa sun le sada dil ki
Mere humsafar jaane jigar
Mere humnawa jaane jahan aaja
Maut se nahi haarenge
Pyaar ke deewane
Zulm chahe kitna kar lein
Sangdil zamane
Aa ab aa sun le sada dil ki
Mere humsafar jaane jigar
Mere humnawa jaane jahan aaja
Aa ab aa sun le sada dil ki
Mere humsafar jaane jigar
Mere humnawa jaane jahan aaja