Anand Raj Anand

Kasak Uthi Mere Man Mein Piya

in Chhodo Na Yaar

LYRIC

Piya piya o re piya, piya o re piya
Piya piya o re piya, piya o re piya
Piya piya o re piya, piya o re piya

Kasak uthi mere man mein piya
Mujhe gale laga le
Kasak uthi mere man mein piya
Mujhe gale laga le
Kasak uthi mere man mein piya

Gale laga le, jiya dhadka le
Sapnon ko apne saja le, saja le
Kasak uthi mere man mein piya
Mujhe gale laga le..

Piya piya o re piya, piya o re piya

Tu meri zindagi
Jahaan tu mera man wahaanDuniya se kya vasta
Tu hi mera sara jahaan
Tu.. aakhon mein chhupa le
Dil mein basa le
Aakhon mein chhupa le
Dil mein basa le
Aakhon mein chhupa le
Dil mein basa le
Seene se apne laga le, laga le

Kasak uthi mere man mein piya
Mujhe gale laga le
[Piya piya o re piya, piya o re piya]

[Piya piya o re piya]

Piya piya o re piya, piya o re piya

Bebasi ka gumaan
Tere sang manzoor hai
Apna tujhe maan kar
Dil mera magroor hai
Tu.. armaan saare tujh pe hain waare
Armaan saare tujh pe hain waare
Armaan saare tujh pe hain waare
Khud ko kiya tere hawale hawale

Kasak uthi mere man mein piya
Mujhe gale laga le
Kasak uthi mere man mein piya
Mujhe gale laga le

Gale laga le, jiya dhadka le
Sapnon ko apne saja le, saja le
Kasak uthi mere man mein piya
Mujhe gale laga le..