Mohammed Rafi
Agar Dil Kisi Se Lagaya Na Hota
in Bada Aadmi
LYRIC
Agar dil kisi se lagaya na hota
Agar dil kisi se lagaya na hota
Zamane ne humko mitaya na hota
Zamane ne humko mitaya na hota
Girana hi tha toone aansu samajh ke
Girana hi tha toone aansu samajh ke
Aansu samajh ke
To nazron mein humko basaya na hota
Mukaddar mein gar yahi ruswaiyan thi
Mukaddar mein gar yahi ruswaiyan thi
Ruswaiyan thi
To mehfil mein teri main aaya na hota
To mehfil mein teri main aaya na hota
Zamane ne humko mitaya na hota
Agar tere daaman ki hasrat na hoti
Agar tere daaman ki hasrat na hoti
Hasrat na hoti
To yoon zindagi ko lutaya na hota
Agar dil kisi se lagaya na hota
Zamane ne humko mitaya na hota