Mukesh
Awara Hoon
in Awara
LYRIC
Awara hoon awara hoon
Ya gardish mein hoon
Aasman ka taara hoon
Awara hoon awara hoon
Ya gardish mein hoon
Aasman ka taara hoon
Awara hoon awara hoon
Gharbaar nahi sansaar nahi
Awara hoon awara hoonYa gardish mein hoon
Aasman ka taara hoon awara hoon
Aabaad nahi barbaad sahi
Gaata hoon khushi ke geet magar
Gaata hoon khushi ke geet magar
Zakhmon se bhara seena hai mera
Hansti hai magar yeh mast nazar
Duniya duniya mein tere teer ka
Ya takdeer ka maara hoon
Awara hoon awara hoon
Ya gardish mein hoon
Aasman ka taara hoon
Awara hoon awara hoon
Awara hoon