Kishore Kumar
Zindagi Ek Safar Hai Suhana
in Andaz
LYRIC
Zindagi ek safar hai suhana
Yahan kal kya ho kisne jaana
Zindagi ek safar hai suhana
Yahan kal kya ho kisne jaana
Haan zindagi ek safar hai suhana
Yahan kal kya ho kisne jaana
Chaand taaron se chalna hai aage
Aasmano se badhna hai aage
Hanste gaate jahan se guzar
Duniya ki tu parwah na karHanste gaate jahan se guzar
Duniya ki tu parwah na kar
Muskurate huye din bitana
Yahan kal kya ho kisne jaana
Zindagi ek safar hai suhana
Yahan kal kya ho kisne jaana
Maut aani hai aayegi ik din
Jaan jaani hai jaayegi ik din
Arre maut aani hai aayegi ik din
Jaan jaani hai jaayegi ik din
Aisi baaton se kya ghabrana
Yahan kal kya ho kisne jaana
Zindagi ek safar hai suhana
Yahan kal kya ho kisne jaana