Asha Bhosle, Mohammad Rafi

Pucho Na Yaar Kya Hua

in Zamane Ko Dikhana Hai

LYRIC

Pucho na yaar kya hua
Dil ka karaar kya hua x (2)

Tum pe to hum mar mite hain abhi se
Jaane humara aage kya hoga
Aai yai yai ya yai yai ya

Aage kya hoga
Aage shaadi

Humko mil gayi duniya pyar ki

Aur phir kya hoga
Partiyan, daawatein

Apne paas kya armaan ke siwa
Yun to main tumhein aur kya dungi
Jo bhi hai mera, main aur mera pyar
Tum pe ek baar sab luta dungi
Ho chaahoge to main dekhungi tumhein
Keh doge to phir sar jhuka loongi
Haaye dildar kya hua, dil ka karaar kya hua
Tum pe to hum mar mite hain abhi se
Jaane humara aage kya hoga
Aai yai yai ya yai yai ya

Arre baba tum bhi to kuchh bolo na
Yeh baat hai to suno
Chhodo jaan-e-jaan, tum bhi ho kahan
Ghabrate nahi hum zamane se
Dekho to idhar, kiska hai jigar
Uljhe aapke is deewane se
Ho uljhe hazar kya hua
Aye mere pyar kya hua
Apni khushi hogi, yeh zindagi hogi
Iske siwa aur aage kya hoga

Aai yai yai ya yai yai ya x (2)