Manna Dey

Aye Meri Zohra Jabeen

in Waqt

LYRIC

Aye meri zohra jabeen
Tujhe maalum nahi
Tu abhi tak hai haseen
Aur mai jawaan
Tujhpe kurban meri jaan meri jaan

Aye meri zohra jabeen
Tujhe maalum nahi
Tu abhi tak hai haseen

Yeh shokhiyan yeh baankpan
Jo tujhmein hai kahin nahi
Yeh shokhiyan yeh baankpan
Jo tujhmein hai kahin nahi
Dilon ko jeetne ka fan
Jo tujhmein hai kahin nahi

Main teri main teri
Aankhon mein paa gaya do jahan
Main teri main teri
Aankhon mein paa gaya do jahan

Aye meri zohra jabeen
Tujhe maalum nahi
Tu abhi tak hai haseen
Aur mai jawaan
Tujhpe kurban meri jaan meri jaan

Tu meethe bol jaane man
Jo muskura ke bol de
Tu meethe bol jaane man
Jo muskura ke bol de
To dhadkanon mein aaj bhi
Sharaabi rang ghol de

Oh sanam oh sanam
Main tera aashiqe jaavidan
Oh sanam oh sanam
Main tera aashiqe jaavidan

Aye meri zohra jabeen
Tujhe maalum nahi
Tu abhi tak hai haseen
Aur mai jawaan
Tujhpe kurban meri jaan meri jaan

Aye meri zohra jabeen
Tujhe maalum nahi
Tu abhi tak hai haseen
Aur mai jawaan
Tujhpe kurban meri jaan meri jaan