Ram Sampath

Hona Hai Kya

in Talaash

LYRIC

Na main jaanu, na tu jaane
Kis ghadi mein Hona hai kya?
Zindagi ke is juye mein
Pana kya hai, khona hai kya?

Na main jaanu, na tu jaane
Kis ghadi mein hona hai kya?
Zindagi ke is juye mein
Pana kya hai, khona hai kya?

Jo bhi hain khushiyan
Unke hi saaye mein gham hai
Haan jo muskuraaye
Unki bhi to aankhein nam hain
Koi jaaye kahaan?
Hogi yehi zameen
Aur yehi aasman

Na main jaanu, na tu jaaneKis ghadi mein hona hai kya?
Zindagi ke is juye mein
Pana kya hai, khona hai kya?

Jo baat bhi hai
Usmein sau maane chhupe hain
Haan chehron ke peechhe
Kitne hi chehre chhupe hain
Dhokhe ka hai dhuan
Dhundhla-dhundhla sa hai
Aankhon mein har sama

Na main jaanu, na tu jaane
Kis ghadi mein hona hai kya?
Zindagi ke.. is juye mein
Pana kya hai, khona hai kya?

Na main jaanu, na tu jaane
Kis ghadi mein hona hai kya?
Zindagi ke.. is juye mein
Pana kya hai, khona hai kya?