Lata Mangeshkar
Tadap Yeh Din Raat Ki
in Amrapali
LYRIC
Tadap yeh din raat ki
Kasak yeh bin baat ki
Bhalaa yeh rog hai kaisa
Sajan ab to bata de
Ab to bata de, bata de x (2)
Tadap yeh din raat ki
Bina karan udhasi kyun
Achanak ghir ke aati hai
Tadap yeh din raat ki
Kasak yeh bin baat ki
Bhalaa yeh rog hai kaisa
Sajan ab to bata de
Ab to bata de, bata deTadap yeh din raat ki
Hain aakhir kon se bandhan
Jo mujhse khul nahin paate
Yeh baadal bebasi ke kyun
Baras kar dhul nahin jaate
Baras kar dhul nahin jaate
Tadap yeh din raat ki
Kasak yeh bin baat ki
Bhalaa yeh rog hai kaisa
Sajan ab to bata de
Ab to bata de, bata de x (2)
Tadap yeh din raat ki