Lata Mangeshkar

Hum Pyar Tumhi Se Karte Hain

in Ambar

LYRIC

Hum pyar tumhi se karte hain
Hum pyar tumhi se karte hain
Nadaan balam tum kya jaano
Tum rooth gaye dil toot gaya
Paaya hai jo gham tum kya jaano
Hum pyar tumhi se karte hain

Jab humko banaya tha piya
Kyun haal na dil ka jaan sake

Mit jaaye mohabbat ki duniya
Yeh baat koi aasan nahiArmaan bhara
Armaan bhara yeh dil mera
Naazuk hai magar nadaan nahi
Tum pher lo humse laakh nazar
Badlenge na hum tum kya jaano
Hum pyar tumhi se karte hain
Nadaan balam tum kya jaano
Tum rooth gaye dil toot gaya
Paaya hai jo gham tum kya jaano
Hum pyar tumhi se karte hain