Lata Mangeshkar

Kitna Maza Aa Raha Hai

in Raja Jani

LYRIC

Hmm haaye
Kitna maza aa raha hai ho
Kitna maza aa raha hai
Teere nazar chal rahe hain
Armaan nikal rahe hain ho

Kitna maza aa raha hai
Teere nazar chal rahe hain
Armaan nikal rahe hain ho

Pehle humko tumse kuchh gile the
Isliye tumhein na hum mile the
Pehle humko tumse kuchh gile the
Isliye tumhein na hum mile the
Rutt badal rahi hai
Hum bhi badal rahe hain
Armaan nikal rahe hain ho

Kitna maza aa raha hai
Teere nazar chal rahe hain
Armaan nikal rahe hain ho
Kitna maza aa raha hai

Bas ke tumhari nigahon mein
Hum in mohabbat ki raahon mein
Bas ke tumhari nigahon mein
Hum in mohabbat ki raahon mein
Kabhi gir rahe hai
Kabhi sambhal rahe hain
Armaan nikal rahe hain

Kitna maza aa raha hai
Teere nazar chal rahe hain
Armaan nikal rahe hain ho
Kitna maza aa raha hai

Dono milke aaj muskurayein
Ek baat tumko hum sunayein
Dono milke aaj muskurayein
Ek baat tumko hum sunayein
Humne yeh suna hai
Ke log jal rahe hain
Armaan nikal rahe hain

Kitna maza aa raha hai
Teere nazar chal rahe hain
Armaan nikal rahe hain ho
Kitna maza aa raha hai
Kitna maza aa raha hai