Lata Mangeshkar

Bata Doon Kya Lana

in Patthar Ke Sanam

LYRIC

Bata doon kya lana
Tum laut ke aa jaana
Yeh chota sa nazrana piya
Yaad rakhoge ki bhool jaoge x 2

Bata doon kya lana
Tum laut ke aa jaana
Yeh chota sa nazrana piya
Yaad rakhoge ki bhool jaoge x 2

Sajte hain jo tann pe humare
Sajte hain jo tann pe humare
Woh hain piya nain tumhare
Hain latt jo mathe pe aayi si
Choodi hai meri kalaai ki
Palat ke jab aana
Yeh latt, yeh nazar lana
Yeh chota sa nazrana piyaYaad rakhoge ki bhool jaoge x 2

Chahat se yeh maang bharungi
Chahat se yeh maang bharungi
Bindia ka main chah karungi
Maathe pe laage suhani si
Hothon ki tere nishani si
Balamwa jab aana
Bindiya tumhi ban jana
Yeh chota sa nazrana piya
Yaad rakhoge ki bhool jaoge x 2

Aankhon mein chand banke ubharna
Aankhon mein chand banke ubharna
Dekho balam deir na karna
Rehta hai dil mein tumhara dil
Darta hai phir bhi humara dil
Bahut na tarsana
Tum laut ke aa jana
Yeh chota sa nazrana piya
Yaad rakhoge ki bhool jaoge x 2

Bata doon kya lana
Tum laut ke aa jaana
Yeh chota sa nazrana piya
Yaad rakhoge ki bhool jaoge x 2