Alka Yagnik, Kumar Sanu
Pyar Mein Hota Hai Kya Jaadu
in Papa Kehte Hain
LYRIC
Pyar mein hota hai kya jaadu
Tu jaane ya main jaanu
Pyar mein hota hai kya jaadu
Tu jaane ya main jaanu
Rehta nahi kyon dil par kaabu
Tu jaane ya main jaanu
Pyar mein hota hai kya jaadu
Tu jaane ya main jaanu
Gungun karta kyon phirta hai
Koyi bhanwra baagon mein
Ho gungun karta kyon phirta hai
Koyi bhanwra baagon mein
Kyon hoti hai phool mein khushboo
Tu jaane ya main jaanu
Pyar mein hota hai kya jaadu
Tu jaane ya main jaanu
Chandni raatein ho to chakori
Paagal si kyon hoti hai
Ho chandni raatein ho to chakori
Paagal si kyon hoti hai
Jungle mein koyal ki koo koo
Tu jaane ya main jaanu
Pyar mein hota hai kya jaadu
Tu jaane ya main jaanu
Jaise haryali aur saawan
Jaise bharkha aur baadal
Ho jaise haryali aur saawan
Jaise bharkha aur baadal
Tere liye main mere liye tu
Tu jaane ya main jaanu
Pyar mein hota hai kya jaadu
Tu jaane ya main jaanu
Pyar mein hota hai kya jaadu
Tu jaane ya main jaanu
Rehta nahi kyon dil par kaabu
Tu jaane ya main jaanu
Tu jaane ya main jaanu
Tu jaane ya main jaanu