Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Deewana Leke Aaya Hai
in Mere Jeevan Saathi
LYRIC
Deewana leke aaya hai dil ka tarana
Deewana leke aaya hai dil ka taraana
Dekho kahin yaaron
Thukra na dena mera nazrana
Deewana leke aaya hai dil ka tarana x (2)
Aaj ka din hai kitna suhana
Jhoom raha pyar mera ho
Poori ho dil ki saari muradein
Deewana leke aaya hai dil ka tarana x (2)
Apne bhi hain kuchh khwaab adhoore
Kaun ab gine kitne haaye
Sach to yeh hai mere dost ke sapne bhi
Hain mere apneHo uski khushi ab meri khushi hai
Ae dil-e-deewana
Deewana leke aaya hai dil ka tarana
Deewana leke aaya hai dil ka taraana
Dekho kahin yaaron
Thukra na dena mera nazrana
Deewana leke aaya hai dil ka tarana x (2)