Asha Bhosle
Jab Chaye Mera Jadoo
in Lootmaar
LYRIC
Jab chaye mera jadoo koi bach na paye, ha
Jab chaye mera jadoo koi bach na paye, ha
Phoolon ki narmi hoon main
Sholon ki garmi hoon main
Phoolon ki narmi hoon main
Sholon ki garmi hoon main
Toofano ki halchal hoon
Hawaon ka aanchal hoon main
Kabhi main dard jagaati hoon
Kabhi main zakhm mitaati hoon
Kabhi main dard jagaati hoon
Kabhi main zakhm mitaati hoon
Kabhi main raaz chupaati hoonKabhi khud raaz ban jaati hoon
Dil toote, ho saans choote
Phir bhi tu peechhe aaye, haye
Jab chaye mera jadoo koi bach na paye haye
Mujhse tum takrana na
Aake yahan pachtana na
Mujhse tum takrana na
Aake yahan pachtana na
Mera badan pighla sona
Jaan bhi jaaye khabar ho na
Yeh masti, nahin sasti
Dilwala hi boli lagaye, ha
Jab chaye mera jadoo koi bach na paye ha!