Kumar Sanu, Alka Yagnik

Kuch Kuch Hota Hai Title Song

in Kuch Kuch Hota Hai

LYRIC

Aa aa

Tum pass aaye yoon muskuraaye
Tum pass aaye yoon muskuraaye
Tumne na jane kya sapne dikhaye

Tum pass aaye yoon muskuraaye
Tumne na jane kya sapne dikhaye
Ab toh mera dil jaage na sotaa hai
Kya karoon haye kuch kuch hota hai

Tum pass aaye yoon muskuraaye
Tumne na jane kya sapne dikhaye
Ab toh mera dil jaage na sotaa hai
Kya karoon haye kuch kuch hota hai
Kya karoon haye kuch kuch hota hai

Na jaane kaisa ehsas hai
Bujti nahi hai kya pyas haiKya nasha is pyar ka
Mujhpe sanam chhaane laga
Koyi na jaane kyon chain khota hai
Kya karoon haye kuch kuch hota hai
Kya karoon haye kuch kuch hota hai

Kya rang laayi meri duaa
Ye ishk jaane kaise hua
Bechainiyo mein chain
Na jane kyun aane laga
Tanhai mein dil yaade sanjota hai
Kya karoon haye kuch kuch hota hai
Kya karoon haye kuch kuch hota hai

Tum pass aaye yoon muskuraaye
Tumne na jane kya sapne dikhaye
Tum pass aaye yoon muskuraaye
Tumne na jane kya sapne dikhaye
Ab toh mera dil jaage na sotaa hai
Kya karoon haye kuch kuch hota hai
Kya karoon haye kuch kuch hota hai