Lata Mangeshkar
Yeh Raatein Nayi Purani
in Julie
LYRIC
Yeh raatein nayi purani
Yeh raatein nayi purani
Aate, aate jaate kehti hain koi kahani
Yeh raatein nayi purani
Aate, aate jaate kehti hain koi kahani
Aa raha hai dekho koi
Ja raha hai dekho koi
Sabke dil hain jaage jaage
Kya sama hai jaise khushbu
Udd rahi ho kaliyon se
Guzri ho nindiya mein palkon ki galiyon se
Sundar sapnon ki baraateinYeh raatein nayi purani
Aate, aate jaate kehti hain koi kahani
Kaun jaane kab chalengi
Kis taraf se yeh hawayein
Saal bhar to yaad rakhna
Aisa na ho bhool jaayein
Is raat ki mulakatein
Yeh raatein nayi purani
Aate, aate jaate kehti hain koi kahani
Yeh raatein nayi purani
Aate, aate jaate kehti hain koi kahani