Mohammad Aziz, Sadhana Sargam

Aaya Aaya Yaar Ka Salam

in Jaisi Karni Waisi Bharni

LYRIC

Salam salam salam salam

Aaya aaya yaar ka salam
Pyar se mere naam
Aaya aaya yaar ka salam
Pyar se mere naam

Aankhon mein rehne laga tu
Saanson mein basne laga tu
Dilruba meri zindagi

Aaya aaya yaar ka salam
Pyar se mere naam
Aaya aaya yaar ka salam
Pyar se mere naam

Na koyi deewar na koyi pehra
Humko nahi koyi khauf-e-judayi
Na koyi deewar na koyi pehraHumko nahi koyi khauf-e-judayi

Aaj milaya aise khuda ne
Mil gayi ho humko jaise kudayi
Ho ho ho ho ho

Toone kubool kiya hai
Hath jo thaam liya hai
Na jaane kab ki yeh dua
Aa gayi mere kaam

Aaya aaya yaar ka salam
Pyar se mere naam
Aaya aaya yaar ka salam
Pyar se mere naam

Khwabon ko tone hakeekat mein badla
Khushiyon ki baraat leke tu aaya
Khwabon ko tone hakeekat mein badla
Khushiyon ki baraat leke tu aaya
Banke dulhan mere ghar aa gayi tu
Dil se lipatne laga tera saaya

Kal tak rahe jo adhoore
Armaan huye aaj poore
Honthon ko aab-e-hayaat mila
Tod diya maine jaam

Aaya aaya yaar ka salam
Pyar se mere naam
Aaya aaya yaar ka salam
Pyar se mere naam

Aankhon mein rehne laga tu
Saanson mein basne laga tu
Dilruba meri zindagi
Aaj se tere naam

Aaya aaya yaar ka salam
Pyar se mere naam
Aaya aaya yaar ka salam
Pyar se mere naam