Kaushiki Chakraborty
Aankhiyaan
in Gulaab Gang
LYRIC
Aankhiyaan… o re ankhiyaan
Aankhiyaan o re ankhiyaan
Paani ki jaisi aankhiyaan
Aankhiyaan o re aankhiyaan
Aankhiyaan o re ankhiyaan
Raat bhar soch kar roti rahi
Aaj tak seh kar soti rahi
Main akeli, main akeli
Aankhiyaan… o re aankhiyaan
Cheekhein kyun siski meri banti rahein
Aag kyun jal jal ke bujhti rahein
Han han goonje kyun chilla re
Ab na bujhenge angaare
Ab na behle mann yeh meraSun ke jhoothi battiyaan
Aankhiyaan… o re ankhiyaan