Lata Mangeshkar
Parda Rukhe Roshan Se Hatana
in Gora Aur Kala
LYRIC
Ho lala ho lala ho lala ho lala
Ho lala ho lala ho lala ho lala
Parda haan
Parda rukhe roshan se hatana
Tab jab aankhein sab band karein
Parda rukhe roshan se hatana
Tab jab aankhein sab band karein
Kyon ke mujhko sharam aati hai
Meri soorat mera jalwa dikhana
Tab jab aankhein sab band karein
Parda rukhe roshan se hatana
Tab jab aankhein sab band karein
Tanha nahi hum mehfil mein hain
Na jaane kya ho mushkil mein hain
Tanha nahi hum mehfil mein hainNa jaane kya ho mushkil mein hain
Dekho yeh ishara
Samjho yeh ishara khudara
Mujhko banana apna nishana
Tab jab aankhein sab band karein
Mujhko banana apna nishana
Tab jab aankhein sab band karein
Meri soorat mera jalwa dikhana
Tab jab aankhein sab band karein
Dilbar yeh dil ki aawaz hai
Darde mohabbat ek raaz hai
Dilbar yeh dil ki aawaz hai
Darde mohabbat ek raaz hai
Kehti hai jawani
Aankhon ki zubani kahaani
Nazrein meri nazron se milana
Tab jab aankhein sab band karein
Nazrein meri nazron se milana
Tab jab aankhein sab band karein
Parda rukhe roshan se hatana
Tab jab aankhein sab band karein
Meri soorat mera jalwa dikhana
Tab jab aankhein sab band karein
Parda