Asha Bhosle
Raat Naujawan Jhoomta Sama
in Geet Gaya Pattharon Ne
LYRIC
Raat naujawan jhoomta sama
Raat naujawan jhoomta sama
Dar kaisa dil daanv pe laga
Jeet bhi yahan haar bhi yahan
Dar kaisa dil daanv pe laga
Dar kaisa dil daanv pe laga
Duniya kya hai juyein ka aashiyana
Duniya kya hai juyein ka aashiyana
Dar kaisa dil daanv pe laga
Raat naujawan jhoomta sama
Dar kaisa dil daanv pe laga
Dar kaisa dil daanv pe laga
Apna to apna hai dushman ho razi
Apna to apna hai dushman ho razi
Baazi usi ki jo le jaaye baazi
Isi mein jeet hai
Isi mein jeet hai
Jeet mein sangeet hai
Dar kaisa dil daanv pe laga
Raat naujawan jhoomta sama
Dar kaisa dil daanv pe laga
Jeet bhi yahan haar bhi yahan
Dar kaisa dil daanv pe laga
Dar kaisa dil daanv pe laga